Archive | مارچ 2012

Bewafa SMS Shayari in Urdu

Best Bewafa Urdu Shayari or Poetry of Mirza Ghalib is of great importance in Urdu literature.

 

Bewafa Shayari SMS

Aapki judai ne hamein shayari sikha di, Judai ke gam ne hamein manzil bhula di,
Chahte to nehin thaey aapse juda hona para
Kya karein agar hamein apno ne hi peeth dikha di…..

Laut jati hai duniya gam hamara dekhkar,
Jaise laut jaati hai lehere kinara dekhkar.
Tu kandha na dena mere janaze ko,
Kahi fir se zinda na ho jau tere sahara dekhkar
—-
Tujhe dekha to ye jana sanam KOYLA hota
hai kyon kala sanam Tere liye Fair And
Lovaly kaha se layenge hum SURF EXCEL
se karenge tujhe UJALA sanam

`—-
Khushi agar hum se daaman bachati hai to bachaye
Humein to gum hi hain raas aaye
Mohabbat ka yeh ajab dastoor dekha
Ussi ki jeet hai……jo haar jaaye……. ..

Hai sab naseeb ki bate khata kisi ki nhi hoti,
Ye duniya bewafa kisi ki nhi hoti,
Theek nhi roshni pr jyada gurur karna,
Chirag sbke bhujenge ye hawa kisi ki nhi hoti.

Zindagi mein naye log hardum milenge,
Kaheen jyada to kaheen kam milenge,
Aitbaar zara soch kar karna,
Mumkin nahin har jagah tumhein ‘HUM’ milenge

Urdu lovers in Pakistan and India. Ki Wafa Hum Se, Toh Ghair Es Ko Jafa Kehtay Hain.

Bewafa shayari sms in hindi 140 words

Pas Aa Zara Dil Ki Baat Batau Tujhko,

Pas Aa Zara Dil Ki Baat Batau Tujhko,
Kaise Dhadkta Hay Dil,Aawaz Sunau Tujhko.
Aake Tu Dekhle Dil Pe Naam Likkha Hay Tera,
Agar Tu Kahe To Dil Cheer Kar Dikhau Tujhko.
پاس آ ذرا دِل کی بات بتاوْں تُجھ کو
کیسے دھڑکتا ہے دِل آواز سُناوْں تُجھ کو
آ کے تو دیکھ لے دل پہ نام لکھا ہے تیرا
اگر تو کہے تو دِل چیر کر دِکھاوْں تجھکو

ھم ہیں عام سے لوگ

ھم ہیں عام سے لوگ

ھمارا عام سا لہجہ

ھمارا عام سا چہرہ

عام سی باتیں

عام سی چاہتیں

عام سے دن

عام سی راتیں

ھم میں تو کچھ بھی خاص نہیں

پھر

تم کیسے ھمیں یاد رکھ پاؤ گے

شاید اس طرح

کہ وہ شخص کتنا عام سا تھا

Raah aasaan ho ga_ii hogii by Saifuddin Saif

raah aasaan ho ga_ii hogii
jaan pahachaan ho ga_ii hogii

phir palaT kar nigaah nahii.n aa_ii
tujh pe qurabaa.N ho ga_ii hogii

terii zulfo.n ko chhe.Datii thii sabaa
Khud pareshaa.N ho ga_ii hogii

maut se tere dard_mando.n kii
mushkil aasaan ho ga_ii hogii

un se bhii chhiin loge yaad apanii
jin kaa imaan ho ga_ii hogii

dil kii taskiin puuchhate hai.n aap
haa.N merii jaan ho ga_ii hogii

marane vaalo pe ‘Saif’ hairat kyo.n
maut aasaan ho ga_ii hogii

Saifuddin Saif